锤子音乐网
首页
搜索
音乐分类
最新入库
本周榜
热门榜
文章
音乐 MCP
首页
Udit Narayan、Vibha Sharma
Ishq Hua Kaise Hua
Ishq Hua Kaise Hua
Udit Narayan、Vibha Sharma
专辑:
ishq
时长:6:53
选择音质下载
在线试听
歌曲下载
选择需要的音质。若源文件暂时不可用,我们会明确提示实际提供的音质。
下载 MP3 128kbps
下载 MP3 320kbps
下载 FLAC 无损
歌词
下载歌词
Ishq hua, kaise hua
Achha hua jaise hua
Ishq hua, kaise hua
Achha hua jaise hua
Na main jaanoon, na tu jaane
Kyoon ho gaye hum deewane
Na main jaanoon, na tu jaane
Kyoon ho gaye hum deewane
Arre re re re re
Ishq hua, kaise hua
Achha hua jaise hua
Jhuki jhuki nazarein hai
Ruki ruki saansein hai
Dhak dhak karta hai dil
Jaage jaage armaan hai
Soya soya yeh jahan hai
Chori chori aake mujhe mil
Sun sun sun sun sun sun, sun zara
Gun gun gun gun gaati hai hawa
Sun sun sun sun sun sun, sun zara
Gun gun gun gun gaati hai hawa
Oh, phaili hawaaon mein apni khabar
Pyaar kiya hai to phir kya hai darr
Joshili baatein yun na kar
Pyaar hai to josh bhi hai
Hona hai kya, hosh bhi hai
Na main jaanoon, na tu jaane
Kyoon ho gaye hum deewane
Arre re re re re
Na main jaanoon, na tu jaane
Kyoon ho gaye hum deewane
Ishq hua, kaise hua
Achha hua jaise hua
La la, la la la
La la la la la la
Na na, na na na
Aah ha ha ha ha
Dheere dheere, haule haule
Haule haule, dheere dheere
Dil ko mili hai manzil
Bheegi bheegi raaton mein
Pyaari pyaari baaton mein
Khoya khoya rehta hai dil
Ruk ruk ruk ruk ruk ruk humsafar
Jhuk jhuk jhuk jhuk jhukti hai nazar
Ruk ruk ruk ruk ruk ruk humsafar
Jhuk jhuk jhuk jhuk jhukti hai nazar
Ek pal hamein tum bin chain kahan
Dono dilon ki hai ek dastaa
Phir bhi hai kyoon yeh dooriya
Dekh mujhe, yun na sataa
Hona hai kya, kisko pataa
Na main jaanoon, na tu jaane
Kyoon ho gaye hum deewane
Na main jaanoon, na tu jaane
Kyoon ho gaye hum deewane
Arre re re re re
Ishq hua, kaise hua
Achha hua jaise hua
相关歌曲
暂无相关歌曲
上一首
下一首